Saturday, 29 December 2012



Hmara bharat ek dhulhan hai ek aise dhulhan jo bahut hi saji huee or sundar hai,

Ek aise dhulhan jiske suhagraat har raat bani par uske mang me sindur nhi bhari,

Ek aise dhulhan jiske hato ki mehandi gade laal rang ke khun se rachi,

Ek aise dhulhan jo vida to huee par sath phiro se nhi bandhi, bandhi par mote loho janjiro se,

Ek aise dhulhan jo nilami ki taraju par chadi par uski bharpaee bhi usne khud hi ki,

Ek aise dhulhan jo azad to huee par uski azadi ek andheri kali kottri ban gye,

Ek aise dhulhan....

Sunday, 25 March 2012

Tuesday, 6 March 2012

pholo main pali par kato par chali...

agar tum dar jaoo dhup se to chaun tumhari jindgi main andhera kar dega...

Jab jab baje shayam ki bansi..radha ke man me preet jagi :)

Jab jab baje shayam ki bansi..radha ke man me preet jagi :)

Oh Sawariya

Oh savariya main to hue bawariya jab baje tohar basuriya. 
oh savariya hum to hoyel bawariya jab bjat aha ke basuriya. 
man karat ke pehan ghungru nache ta tha thiya.
 main radha nhi, main meera nahi,jo tohar prem ke deewani hai, 
main radha nhi main meera nahi or naa hi prem diwani hu.
 hamra ke to prem hai to sirf sangeet se.

khyal

muje ek khyal aaya or vo aake chala gya .. muje ek khyal aaya or vo aake chala gya.. muje fir se ek khyal aaya ki muje kya khyal aaya ..jo aake chala gya ....muje fir ek khyal aaya ki ye khyal aane jane ki baat nhi.. baat hai maire bhul jane ki... :))